Saturday 20 April 2013

wAQt
waqt ki timaardari karne ka shauk nehi..
bas inayat hai insaano se roobroo hone ke..
faisla to lena hota hai.... waqt ko kya puchein.....
wo to hamesha he bewaqt aata hai.... bemasam ki tarah.... tanha, akela, shant....
sukoon ki talassh me....waqt......

No comments:

Post a Comment